Aarti Kije Hanuman Lala Ki

Aarti Kije Hanuman Lala Ki - Lord Hanuman
आरती कीजै हनुमान लला की।
दुष्ट दलन रघुनाथ कला की॥
जाके बल से गिरिवर कांपे।
रोग दोष जाके निकट न झांके।।
अंजनि पुत्र महा बलदाई।
संतन के प्रभु सदा सहाई॥
दे बीरा रघुनाथ पठाए।
लंका जारि सिया सुधि लाए॥
लंका सो कोट समुद्र सी खाई।
जात पवनसुत बार न लाई॥
लंका जारि असुर संहारे।
सियारामजी के काज संवारे॥
लक्ष्मण मूर्छित पड़े सकारे।
आनि संजीवन प्रान उबारे॥
पैठि पाताल तोरि जम-कारे।
अहिरावन की भुजा उखारे॥
बाएं भुजा असुर दल मारे।
दहिने भुजा संतजन तारे॥
सुर नर मुनि आरती उतारे।
जय जय जय हनुमान उचारे॥
कंचन थार कपूर लौ छाई।
आरती करत अंजना माई॥
जो हनुमानजी की आरती गावै।
बसि बैकुण्ठ परम पद पावै॥
लंक विध्वंस किये रघुराई।
तुलसीदास प्रभु कीरति गाई॥
आरती कीजै हनुमान लला की।
                    
Aarti Kije Hanuman Lala Ki.
Dusht Dalan Raghunath Kala Ki.
Jaake Bal Se Girivar Kaanpe.
Rog Dosh Jaake Nikat Na Jhaanke.
Anjani Putra Maha Baldaayi.
Santan Ke Prabhu Sada Sahai.
De Beera Raghunath Pathaaye.
Lanka Jaari Siya Sudhi Laaye.
Lanka So Kot Samudra Si Khaayi.
Jaat Pavansut Baar Na Laayi.
Lanka Jaari Asur Sanhaare.
Siyaramji Ke Kaaj Sanvaare.
Lakshman Moorchhit Pade Sakaare.
Aani Sanjeevan Praan Ubaare.
Paithi Pataal Tori Jam-kaare.
Ahiravan Ki Bhuja Ukhaare.
Baayein Bhuja Asur Dal Maare.
Dahine Bhuja Santjan Taare.
Sur Nar Muni Aarti Utaare.
Jai Jai Jai Hanuman Uchaare.
Kanchan Thaar Kapoor Lau Chhaayi.
Aarti Karat Anjana Maayi.
Jo Hanumanji Ki Aarti Gaavai.
Basi Baikunth Param Pad Paavai.
Lank Vidhvans Kiye Raghurai.
Tulsidas Prabhu Keerti Gaayi.
Aarti Kije Hanuman Lala Ki.
                    

Significance of the Aarti

This Aarti is a hymn of reverence for Lord Hanuman, the epitome of devotion (Bhakti), strength (Shakti), and selfless service. It recounts his great feats, from shaking mountains with his might to saving Lakshman's life with the Sanjeevani herb. Chanting this Aarti is believed to instill courage, dispel fear and evil forces, and gain the protection of the mighty Hanuman. It is a prayer for strength, perseverance, and unwavering faith in the divine.